Sunday, January 20, 2019

Home remedies for pimple


Pimples hone k bahut sare karan hote hai pimples agar harmon imbalance ki wajah se hai to apko doctor se consult Karna chahiye Par agar y kisi bacteria Ya skin ki ache se care nai karne Ya fir kisi infection ki wajah se Ho rai hai to home remedies se hum iska ilaj kar sakte hai me jese

1.Neem
Neem me anti bacterial properties hoti Aur neem ko pis K face ko ache se wash kar K lagai Aur 10 min K liy rakhe fir cool water se wash Kare aisa weekly 4bar karne se apke face ki ache se cleaning hojaigi Aur sare bacteria germ wagera saaf hojaige jiske wajah se pimple hote hai.

2.Dahi 
Dahi me anti fungal Aur anti bacterial properties hoti hai Aur y apki skin ka ph level v sahi karne me help karta hai face ko ache se saaf karle fir bilkul thik dahi le agar dahi patla hoga to ap face pe ache se nai laga Paige dahi ko face pe face pack ki Tarah lagai Aur 10/15min K liy rakhe fir warm water se ache Tarah rub kar K wash Kare warm water use karne se extra oil clean hojaiga dahi se apki skin glow v karegi Aur pimple scars v thik hoge. 

3.Haldi 
Haldi (turmeric) app sbko pata hai ki haldi me kitni powerful anti bacterial properties hoti hai haldi lagane se infection hone dar v kam hojata hai pimples K liy haldi ko kache milk me Mila K cotton se lagai apne pure face pe Par haldi ki quantity kam rakhe kyu bahut jyada haldi se face pila hosakta hai is remidi ko laga K 10/15min rakhe Aur warm water se wash Kare is remidi ko weekly 3 times se jyada use nai Kare kyu K haldi se face pila Aur warm hone k wajah se problem Ho sakti hai

Thank you friends if you like my solutions then plz share it and support me. 

Saturday, January 19, 2019

Oily skin care routine

Oily skin hona kisike liy v ek bahut badi problem hojati hai oily skin hone ki wajah se face pe jyada pimple hone lagte hai dirt ,pollution ,mitti asani se apke face pe chipkte hai aur skin sbko dekhne me chipchipi aur ugly dikhne lagti hai na hi app koi cream koi makeup koi product easily use kar pate hai to oily skin se mukti pane K liy Ayurvedic solution hai bahut ache jisko app daily care routine me rakhe Aur oily free skin pai 

1.Multani mitti 
Multani me apke skin se extra oily absorb karti h to multani mitti me gulabjal mix Kare pani milai Aur simply face pe lagai face pack Tarah Aur 10 to 15 min K liy rakh K sukha le fir warm water so face wash Kare isse extra oil ander tak ka absorb hojaiga Aur apki skin clear hojaigi. 

2Aloe Vera gel 
Aloe Vera gel ko over night laga K rakhe Aur shube hi warm water se face wash kare isse apke skin ka ph level sahi hota h Aur apke skin jyada oil release nai Karti.

3.Besan 
Yes besan K pack se oily skin ko cure kar sakte hai besan me serf gulab jal mix Kare Aur kuch v nai kyu  isse hi oil sock hoga Aur gulab jal se skin ka ph level sahi hoga y pack face pe simply apply Kare Aur 10 to 15 min shuka K warm water se rub karte huwe wash Kare. 


4.Rice flour (chawal ka aata )
Rice flour app market ka v use kar sakte hai Aur wo nai Karna chahte to app ghar pe rice ko barik pis K aata bana le usme gulab jal Aur pani mix karke scrub ki Tarah 4 to 5min face pe rub Kare isse bahut acha scrub v hojaiga apka fir warm water se face wash karle isse apke skin pores khul K ander se Sara oil clear hojata hai.

Friends if you like my post if it's useful then please support me 
Thanks 

Friday, January 18, 2019

3 best tips for dry skin care



Dry skin ki problem Hume aaj kal unhealthy khana chemical product Aur pollution ki wajah se bahut hone lagi hai Par iska solution hai bina kuch Aur chemical product use kiye
1.coconut oil 
Aap ghar ka nikala huwa Ya fir patanjali coconut oil ko halka gram karke night me massage Kare Aur bina face wash kiye sojai iske use se dry skin problem kafi had tak thik hojaigi.
2.Alovera
Alovera se gel nikal K Ya fir patanjali alerovera gel me thoda sa coconut oil mix kar K hatheli pe thoda warm karle fir face pe ache se massage Kare Aur bina wash kiye over night rehne De alovera gel se skin tightening v hoti h.
3.Sugar
(Yes sugar  )  chini ko barik pisle fir usko coconut oil me mix karke hatheli pe leke scrub ki Tarah use Karke massage Kare 3 to4mints only fir isse cool water se wash Kare Aur towel se halka halka press karke pani ko saaf Kare na ki rub Kare y tip night me use Kare jyada fyda hoga.
Thanks friends if you like my solutions to plz follow me and support me. 

Hi friends here I am to share with you my Ayurvedic solution for your beauty